Wednesday, December 3, 2008

"Har makkari ko dekh raha hai vo"

" insaan ho tum kyun bhool gaye ho ye
nazar rakhta hai har harqat par teri
har makkari ko dekh raha hai vo

jo chupana hai chupa lo, nafrat ko faila lo
sitam tum chahe jitna bhi dhaa lo
har maqqari ko dekh raha hai vo

sachi khusi tum paa nahin sakte
sukh jaisa kuch tum apna nahin sakte
rulane aur satanane valon
tumhari har makkari ko dekh raha hai vo"


--insaankhan

No comments: