Wednesday, December 3, 2008

Koi haq nahin humko!

"Har koi hai yaron pyar ka bhooka
nafrat ka maara
Na jaane hai kaisa ye sookha
phirte hain sab kyun aavara"



Do pyar ke bol hum kah nahin paate
jo bin matlab kuch nahin apnate
koi haq nahin hume satane ka

Hansta dekh kisiko khush hm rah nahin paate
jo do boond khushi ki de nahin paate
koi haq nahin humko gham ki nadi bahane ka "

--insaankhan

No comments: