Sunday, May 30, 2010

Aarzoo

Khud kuch khud se khud ki baten
Anginat yaar karte hain…

Dil kuch dil se dil ki batein
Besabab Beqarar karti hain…

Sapne mere duniya meri
Soch bhi khwahish bhi

Har pal…pal pal …
Sapnon se apne sawal karte hain…


Beqarari besabab nahin intezar yaar
Pyaase pyaas ke paani ki chahat karte hain….


Aarzoo ki tamanna wa tamanna ki aarzooo
Deedar-e-yaar chaah chahat ki hai …

-shuja