Wednesday, November 26, 2008

YEH KAISA INSAAF HAI


Shuja Khan


Yeh paaani nahin jo tum bahadoge
aur saaawan use lauta dega.

Ye laal rang hai khoon insaanon ka
chaahkar bhi vaapas nahin kar paaoge.

Aye insaanyat ke darindon
khoon ka badla khoon nahin hota

Bahe khoon ko dekh khoon bahaana
apne aansuon ko poch kisi aur ko rulana

ye kaisa insaaf hai,
ye sawaab nahin ye paap hai!!!

No comments: